Friday, February 29, 2008

14th febuary - NO POEM

Is show me kuch aisa nahi tha jo main post kar pau . ye show to sirf mahsus karne wala tha jo dil me yaad hi rakha ja sakta hain lafzo me nahi utara ja sakta . Aaj Ankit ne pure Udaipur ko khush bhi kiya rulaya bhi har ahsaas ka ahsaas karwa diya I cant really write it agar apane miss kar diya to apane bahut kuch miss kar diya . poems to aaj bhi padhi par aaj maine record nahi ki . aaj ke show ke bare me kuch likh pane ki ya poems lafzo me utar pane ki himmat mujhame to nahi thi yet i hope ki koi aur ankit ka fan hamare liye ye kaam kar de :)

No comments: