here is the download link from where u can download his poem in his own voice :-http://rapidshare.com/files/89316990/Closing_poem_1feb-RJ_ANKIT.wav.html
and the people who want lyrics only for them here it is :-
yun to duniya is dil me liye firate hain
magar yun haatho me kisi ke nahi dete
jo dil jaisa ho vaise hi dil ko dhundhata hain
hum to kanto se bhi mohabbat kiya karte hain
chalo vo dil kahin badalo me hain
agar chahiye to chalo mere sath badalo me girane se kyu darate ho
jisane ye kambakht dil banaya wahi thamega
jisane is dil me mohabbat ke ahsaas ko jagaya
humane to hamara ye dil aapako de rakha hain
taki agar hamari saanse bhi tham jaye to hamara ye dil
aap hi ke seene me dhadkata rahe
vo dhadkata rahe sapane dekhata rahe
mohabbat ke liye apani mohabbat sekuch alfaz dhundhata rahe
sambhal ke rakhiyega mere is dil ko
kyunki main janta hoonki agar mera ye dil tuta to sare udaipur ka dil toot jayeg
aagar meri saanse thami to aap logo ki bhi
tabiyat kuch kharab si mahsus hogi
ab kya hain ye dil hain ye ya mohabbat
kyunki kuch kehate hain dil se dil se
magar dil se kehane se hi mohabbat nahi ho jati
dil ko dil banane me umra lagati hain sari
aur dil ko dil kehane me umra guzar jati hain sari
No comments:
Post a Comment