Link to download in his own voice :-http://rapidshare.com/files/95881518/23_feb1.wav.html
LYRICS :-
samajh na sake duriya kyun thi
juban par labz the phir bhi majburiya kyun thi
hum samajh na sake duriya kyun thi
juban par labz the phir bhi majburiya kyun thi
agar dilo ki baatein haqiqat hoti hain
to hamare darmiyan vo khamoshiya kyun thi
bune the humane bhi kuch reshmi dhago ke khwab
bune the humane bhi kuch reshmi dhago ke khwab
phir hamare hisse me vo khali charkhiya kyun thi
idhar aankhon me kuch ajeeb si kashish idhar kuch raaz dil ke talo me
idhar aankhon me kuch ajeeb si kashish udhar kuch raaz dil ke talo me
samajh na sake sargoshiya havao ki
hamare hisse me registan ki vo aandhiya kyun thi
tujhe shiqayat meri chand baato se
tujhe shiqayat meri chand baato se
par mujhe teri har shiqayat se mohabbat kyun thi
aaj bhi us mandir ki seedhiyo par ja bathata hu
aaj bhi us mandir ki seedhiyo par ja bathata hu....................................................................(sorry mere paas ye poem puri nahi hain na hi aaj ki closing poem hain ab yaha to ankit hi hamari madad kar sakta hain or may be someone like me who records
No comments:
Post a Comment