Friday, February 29, 2008

26 th febuary closing poem - ankit ko hain intezaar

Link to download this poem in Ankit's own voice :- http://rapidshare.com/files/95887432/26th_febuary_closing_poem.wav.html
LYRIC :-
jisako aksar sochata tha tanhayee me
shamil hain vo shaqs meri ruswayi me
jisako aksar sochata tha tanhayee me shamil hain
vo shaqs meri ruswayi me mujhase
mat pucho vo chehra kisaka thamujhase mat pucho vo chehra kisaka tha
dub gaya main kisaki aankhon ki gahrayi me
jagate rahane ki kitni kam wajah thi
jagate rahane ki kitni kam wajah thi
usaki bojhal thaki hui aankhon me
pyaar bhi karta hain parvaah bhi hain use is parchai ki
na jane kitni nadani hain usaki har baat ki harjayee me
jab vo ek pal ko rutha to mahsus hua
jab vo ek pal ko rutha to mahsus hua
jaise beet gaya ek saal usaki judai me
phir ek naya din nikala suraj ne bataya ki aaj hain ye magalwar
aur Ankit ko hain phone call pe kisi ke messege ka kisi ke call ka
apani baahein faila kar intezaar

No comments: