Link to download this poem in Ankit's own Voice :-http://rapidshare.com/files/92237386/16feb_opening_poem_of_RJ_ANKIT.wav.html
LYRIC:-
Zindagi se pyar hone laga tha
Zindagi me pehali baar ye ahsaas hone laga tha
jab dekha humane kisi ki aankhon me pyaar sirf apane liye
hume kisi ki aankhon se pyaar hone laga tha
Zindagi se pyar hone laga tha
Zindagi me pehali baar ye ahsaas hone laga tha
jab dekha humane kisi ki aankhon me pyaar apane liye
kisi ki aankhon se hume pyaar hone laga tha
dil ko kisi ka intezaar ho raha tha
mausam bhi tha mohabbat se chaya
par vo nahi humase kuch kah paya
havao ne bhi tha rang jamaya
dil ke khone ka andaaz bataya
kai arase baad koi apana sa lagne laga tha
kai arase baad koi apana sa lagne laga tha
jo hae dhadkan ke sath mere dil me basane laga tha
mujhe dekar umra bhar ka intezaar chain mera jisane china
mujhe dekar umra bhar ka intezaarye chain mera jisane china
vo chup chup kar mujhe dekhkar bas muskurane laga tha
humako to sanam tumase pyaar tha
phir kyu hamare beech ye lamba intezaar tha
hum tujhe apana sanam samajh mohabbat karte rahe
sari umra bas tujhase pyaar karte rahe
ho gayi ek galati anjaane me
ek hasin galati sari zindagi karte rahe
zindagi se pyaar karte rahe
bas tujhe yaad karte rahe tere khyalo me tere sath chalte rahe
zindagi se pyaar hone laga thay
e ahsaas pehali baar mujhe hone laga tha
No comments:
Post a Comment