Friday, February 29, 2008

8th febuary closing poem - Vo ek Shaqs

link to download this poem in ankit's voice :- http://rapidshare.com/files/91977282/closin_poem_of_8feb-RJ_ANKIT_-Vo_ek_shaqs.wav.html
LYRIC OF THIS POEM :-
jisako aksar sochta tha main tanhayee main
jisako aksar sochta tha main tanhayee main
shamil hain vo shaqs meri ruswayi me
mujhase mat pucho vo chehara kisaka tha
mujhase mat pucho vo chehara kisaka tha
dub gaya main kisaki aankhon ki gaharayi me
jagate rehane ki kitani kam vajah thi
jagate rehane ki kitani kam vajah thi
usaki bojhal pyar bhari aankhon me
pyar bhi karta hain vo bhi parchayi se
nadani ka rang hain aaj bhi usaki harzayee me
vo ek pal ko rutha to mujhe laga
vo ek pal ko rutha to mujhe laga ki
har pal jaise jaise mere paas se bit gaya
jaise bit gaya ek saal usaki judai me
jaise hi suraj ne bataya mujhako kiaaj hain shukrawar
jaise hi suraj ne bataya mujhako aaj hain shukrawar
sunate hi ek baar ek baar fir ho gayaapane calender se bahut sa pyar
raat par aajkal mujhe gussa ane laga hain
raat me tehalta har shaqs begana nazar ane laga hain
subah hote hi har vo shaqs apana ban jata hain
aur subah hote hi aajkal mujhe suraj par
bahut pyar ane laga hain

No comments: