Friday, February 29, 2008

19th febuary opening poem

Link to download in Ankit's own voice :-http://rapidshare.com/files/93528573/19feb_opening_poem_RJ_ANKIT.wav.html
LYRIC:-
chahkar bhi hum tujhe bhula na sake
jitana dur jana chaha utna karib ate gaye
chahkar bhi hum tujhe bhula na sake
jitana dur jana chaha tere utna karib ate gaye
hum ab tak nahi bhule hain vo tere haatho ka mere hatho se milana
hum ab tak nahi bhule hain vo tere haatho ka mere hatho se milana
vo tere hotho par hazar phoolon ka khilana
kabhi mere gussa hone par tera muskura dena
mere bin kuch kahe hi tera sab kuch jaan lena
payal ki us chanak se ab tak gunjati meri raate
payal ki us chanak se ab tak gunjati meri raate
kya tumhe yaad hain chand ki vo baate
chahta tha ye dil tumhe sab kuch batana
chahta tha ye dil tumhe sab kuch batana
par sirf hum hi nahi kambakht ye zamana nikala tera deewana
in raasto par jo kabhi thama tha tumane haath
tere jane ke baad un yaado ne bhi chhod diya hamara hath
tujhe hazar logo ki bheed se alag karti teri vo masumiyat hain teri
vo muskurahat hain tujhase dur kahan jaye kaise jeeyein
khwabo me bhi to tujhase hi hoti hamari mulakat hain
ati bas teri aahat hain
janate hain hum tujhase dur ab na jee sakenege
janate hain hum tujhase dur ab na jee sakenege
yaad bankar hi sahi hum tere dil me rahenge
chahkar bhi tujhe bhula na sakenge

No comments: