Thursday, April 3, 2008

3rd April closing poem

Link :- http://rapidshare.com/files/104727570/3_april_closing_poem.wav.html
Lyric :-
Jo humase milte hain bhai hum bhi aajkal sirf unhi se milte hain
Jo humase milte hain bhai hum bhi aajkal sirf unhi se milte hain
varna hum to vo shaqs the
jo khwabo me bhi badi mushqil se mila karte the
chandani raato me to sara jahan sota hain
ki chandani raato me to sara jahan sota hain
lekin kisi ki mohabbat me aaj bhi koi hansate hansate rota hain
hay ! ye khuda kisi ko mohabbt me fida na kare
ye khuda kisi ko mohabbt me fida na kare
kare khuda aisa to phir kisi ko kisi se juda na kare
tanhayee me jab hum tujhe yaad karte hain
ki tanhayee me jab hum tujhe yaad karte hain
log kehate hain ki hum apna waqt barbad karte hain
main nahi janta ab ye mere ghar wale kahte hain
hum neend me bhi jana bas tera naam liya karte hain
kadam kadam par hawao se talluk rakhna
mohabbat ke is daur me apani mohabbat par bharosa rakhna
tumhari yaado ki khushbu zarur ayegi
hume tumhari yaado ki khushbu zarur ayegi
bas purane jale hue khato ke tukade
tum zara sambhal ke rakhna
vo purani baatein vo barish ki mulaqate
vo sard raato me tera thithurate mujhase milane ana
mujhe dekhte jana kuch nahi kehna bas
aankon se har baat puchate jana

No comments: