tujhe dekha to jana mohabbat kya hain
khuda kya hain
tujhe dekha to jana mohabbat kya hain
khuda kya hain
tumhari aankhon me dekh kar jana
hay ye haya kya hain
mili jab nigahe tumase humane baichaini ka matlab jana
mili jab ye nigahe tumase humane baichaini ka matlab jana
tum zamane bhar se sunder ho zamane bhar se achchi ho
humane is baat ka matlab jana
tumhe achcha kahu jo main bhala isame bura kya hain
ki tumhe achcha kahu jo main bhala isame bura kya hain
suna tha ek khuda hain par humako vo nazar na aye
suna tha humane ek khuda hain par humako vo nazar na aya
tumhe dekha to jana mohabbat kya hain
khuda kya hain
jo tum ruthe ho humase to hum samajhe ki zindagi ruthi
jo tum ruthe ho humase to hum samajhe ki zindagi ruthi
manaya tumako to jana humane manane me maza kya hain
tera ghas par nange panv chalna jab dekha
ki tera ghas par nange panv chalna jab dekha
kyu har bagh hara bhara ho jata hain
humane tab jana
phool khilate to lagta tha pehale ki khuda ki inayat hain
ki phool khilte the to lagta tha ki ye khuda ki inayat hain
magar jab phoolo ko khilkhila ke hansata dekha
to jana maine ki ye kisaki shiqayat hain
barish ko bhi kahan tune apani mohabbat se deewana nahi banaya
ki barish ko bhi kahan tune apani mohabbat se deewana nahi banaya
ye barish bhi aajkal tujhe dekhane ke bahane se bemausam me chali ati hain
ki bhai yun kahe ki barish ka bhi tujhe dekhane ane ke liye bemausam me sau bahane banana
aur tera har baat par bas yunhi ke kahna
aur tera har baat par bas yunhi muskurake kahna
mera deewana kaun deewana
aur bas chupchupkar angadayi leta dekhata tujhe ye tera deewana
hay tera deewana dekha tujhe to jana
mohabbat kya hain khuda kya hain
No comments:
Post a Comment